Saturday, October 13, 2018

Laxmeshwar Dargah (lakshmeshwar dargah )




lakshmeshwar dargah history



Lakshmeshwar  ki ziyarat gahay

1 ) hazrat syed Sulaiman badshah qadri Chishti Bughdadi rehmatullah alaih

(dood nana dargah hazrat syed suleman basha qadri al baghdadi lakshmeshwar, karnataka)
urf' ' doodh nana' '


2) hazrat syed Ankosh  Khan rehmat Allah alaihi urf barray nana Manjalapur

doodh nana sandal badshah qadri someshwara temple laxmeshwar karnataka laxmeshwar population doodh nana dargah nearest railway station laxmeshwar taluk villages list laxmeshwar videos laxmeshwar to gadag lakkundi temples photos doodh nana sandal badshah qadri someshwara temple laxmeshwar karnataka laxmeshwar population doodh nana dargah nearest railway station


3 ) hazrat syed malik Sadat 
rehmatullah alaih gunbad nana rehmatullah alaih

4 ) doodh Nana chilla kashi ki jagah. (Gawi)

5 ) purana assaar. hazrat syed amin Shah walii 
 rehmatullah alaih



6) Seddiq masjid. Hazrat syed Seddiq Sultan Badshah
Qadri Baghdadi 
 Rehmatullah Alaih


6 ) jame masjid. hazrat syed fatah Mohammad Hussain darwaish 
 rehmatullah alaih.


Lakshmeshwar ke AUlia-ye-Ikram


walii woh mard momin Saleh hai jis ko Maarfat o qurb ka Ek khaas darja mila ho aur Shariat ke mutabiq riyazat o Mujahidaat karne ke baad Wilayat ka darja milta hai aur kabhi ibtad'an bilaa riyazat o Mujahida bhi mil jata hai.
 tamam insanon mein sab se bara maqam o darja hamaray rasool Azam hazrat Mohammad mustafa sallallahu taala alaihi wasallam ka hai. baad darja Siddiqeen ka hai phir ahal bait at-har sahaba karaam Wa Sahabiyaat o shuhdaye karaam. wa Saliheen. qutubul Aqtaab, Ghaus , Abdal . anfaas. rejalulGaib. Mujtahid wo Mujaddad , sufiyaye karaam. majzob mehboob, waghera ke Muratib hain. 
Inka Dunya se parda farmanay ke baad ( marnay ke baad ) bhi un ke kamalaat o quwate'n aur barh jati hain un ke mazaar ki haazri Faiz Saadat aur barket ka sabab hoti hai .


dood nana dargah hazrat syed suleman basha qadri al baghdadi lakshmeshwar, karnataka'

Hazrat syed Sulaiman badshah qadri Chishti Bughdadi jin ka naam' ' doodh nana' ' bohat mashhoor hai. un ke naam hi se shehar 
lakshmeshwar ka naam bohat mashhoor hai. un ke bohat se karamaat hain har qoum ke log un ki ziyarat ke liye atay hain


doodh nana 
Rehmatullah Alaih se pehlay jin buzurgaan deen nay shehar Lakshmeshwar mein deeni khidmaat injaam diye aur nigah batin se logon ke dilon ko pak o saaf farmaya islam ka chiraag roshan farmaya. 
masjidoon wa madarson ki taamer kaam sar anjaam diya kufar ki tareek deyaar ko noor e imaan se Munawar farmaya un ke asmaaye graami mandarja zail hain .\

Manjalpur: 


7) hazrat syed Ankosh Khan Rehmatullah Alaih urf barray nana Manjlapur
8)purana assaar :

  9)walii kaamil hazrat syed amin Shah walii Rehmatullah Alaih
10). hazrat syed Murshidi sufi Ganjaam naqshbndi satari Chishti wa qadri


Siddiq mohalla 

11)hazrat syed Seddiq Sultan badshah qadri Baghdadi Rehmatullah Alaih.

momin mohalla 
12) hazrat syed Shah poor shaan walii Bughdadi Rehmatullah Alaih
13). hazrat syed jalal Shah wali 
Rehmatullah Alaih
14). hazrat syed noor Ali Shah 
Rehmatullah Alaih


masjid mohalla:
15) hazrat mushkil Shah wali Rehmatullah Alaih

Near Government Hospital  nazdik sarkari dawakhana . 17) hazrat Sayed Qadar badshah wali 
Rehmatullah Alaih


Shigli
 18)nan ka gunbad

Lashmeshwar

19) hazrat syed malik Sadat Rehmatullah Alaih
20). hazrat syed maktom Shah wali 
Rehmatullah Alaih
21). hazrat syed dadi maa 
Rehmatullah Alaiha
22). hazrat syed ghulam Ghaus 
Rehmatullah Alaih
23). hazrat syed chhootey lanka peer 
Rehmatullah Alaih
24). hazrat syed barray lanka peer 
Rehmatullah Alaih
25) jamia masjid 

26). hazrat syed fatah Mohammad Hussain darwaish Rehmatullah Alaih( ex imam awwal jamia masjid Lakshmeshwar)


Mullan Galli:
27). hazrat syed abrahim Shah qadri urf paiir badshah qadri Bughdadi Rehmatullah Alaih
28). hazrat syed kamaaluddeen Shah qadri Bughdadi 
Rehmatullah Alaih
29). hazrat syed bi bi zulekha 
Rehmatullah Alaiha


tikiya shareef
 30). hazrat syed osman Shah wali Rehmatullah Alaih gunjal road,
 31). hazrat syed bi bi maa sahibaa Rehmatullah Alaiha

nazd qabristan (near Qabristaan)

 32). hazrat syed Budhan Shah baba Rehmatullah Alaih
33). hazrat syed syed kamaauddeen baba 
Rehmatullah Alaih
34. hazrat Sayeda kulsoom bi 
Rehmatullah Alaiha
35). hazrat Sayed Ladshah baba 
Rehmatullah Alaih
36). hazrat syed Sadat baba 
Rehmatullah Alaih
37). hazrat syed Shah baba 
Rehmatullah Alaih
38). hazrat syed Makhdum Shah baba 
Rehmatullah Alaih
39). hazrat syed idrees Shah baba 
Rehmatullah Alaih


makaan mohalla
 31. hazrat syed owais Shah Rehmatullah Alaih

No comments:

Post a Comment

Urdu

Popular Posts

Popular Posts